Its you!
Saas lena asan lagta hai...
Jindigi jeena asan lagta hai...
Khul ke hasna asan lagta hai...
Jee bhar ke roona asan lagta hai...!
Asan lagta hai ye kafila, jispe hum saab sawar hai...
Asan lagta hai ye rasta, jiske hum karzadar hai...
Asan lagta hai un yaado me me jeena, jo tumhare hone se aati hai...
Asan lagta hai paal paal marna, jo tumahri tanhai de jati hai...!
Kuch aasu girte hai, kabhi kabhi en pathirili anko se...
Par un asuwo ka behna be tumahra eahsan lagta hai...
Mulk wahi, seher wahi fir kyu naa lata hai paas hume..
Par jb tm aate ho paas kabhi, to khuda be mano mehrbaan lagta hai...!
By- R Gupta

No comments:
Post a Comment